๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke ek shakhs ne Rasulullah ๏ทบ ki khidmat mein haazir hokar daryaft kiya: Mere husn-e-sulook ka sabse zyaada mustahiq kaun hai? Aap ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa. Usne poocha phir kaun? Aap ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa usne poocha phir kaun? Aap ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa usne poocha phir kaun? Aap ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Phir tumhara Baap.
๐Ref:- Bukhari: 5971
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Muskan Mewati , Zikr E Mewat
Like
Comment
Share