๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Abu Sa'id Al-Khudri aur Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu 'anhuma Rasullulah ๏ทบ ka irshaad naql farmaate hain ke agar aasmaan-o-zameen waale sab ke sab kisi momin ke qatl karne mein shareek hojayein to bhi Allah Ta'ala in sab ko aundhe mooh jahannam mein daal deinge.
๐Ref:- Tirmizi: 1398
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed
Like
Comment
Share