ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄
πHadees:- Hazrat Abdullah Bin Umar Raziyallahu 'anhuma farmaate hain ke ek shakhs ne arz kiya: Ya Rasulullah! azaan kehne waale ham se Ajar wo swab mein badhehue hai (Kya koi aisa amal hai ke humein bhi azaan dene wali fazilat miljaaye ?) Rasulullah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Wohi kalimaat kaha karo jo mu'azzin kehte hain phir jab tum azaan ka jawaab de chuka to dua maango (jo maangoge) wo diya jayega.
πRef:- Abu Dawud: 524
ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄BSF EntertainmentZikr E Mewat With Bilal Ahmed
Like
Comment
Share