๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Abu Darda Raziyallahu Anhu farmaate hain ke maine Rasulullah ๏ทบ ko ye irshaad farmaate hue suna: Baap jannat ke darwaazon mein se behtareen darwaaza hai chunaanche tumhein ikhtiyaar hai khwaah (uski naafarmaani karke aur dil dukha ke) us darwaaze ko zaaya kar do ya (uski farmaabardaari aur usko raazi rakh kar) us darwaze ki hifaazat karo.
๐Ref:- Tirmizi: 1900
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat
Like
Comment
Share