[1/31, 8:41 AM] +91 91497 06762: ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄
πHadees:- Hazrat Jabir Bin Abdullah Raziyallahu Anhuma riwaayat karte hain ke Rasulullah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Jab koi shakhs apni koi baat kahe aur phir idhar udhar dekhe to wo baat amaanat hai.
πRef:- Abu Dawud: 4868
ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄
ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄
Allah Ta'ala Qur'an mein farmaata hai (Tarjama): Aur baaz aadmi aise hain, jo in baaton ki khareedaari karte hain, jo gaafil karne waali hain, taake Allah ke raaste se besoche samjhe hataadein aur us ki hansi udaaein, aise logon ke liye zillat wa ruswaai ka azaab hai.
πRef Quran:- Sura-e-Luqmaan: 6
ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄ With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , α·α α΄ααα₯α , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed

