3 yrs ·Translate

Hadees:- Hazrat Jabir Bin Abdullah Raziyallahu Anhuma riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab koi shakhs apni koi baat kahe aur phir idhar udhar dekhe to wo baat amaanat hai.
📗Ref:- Abu Dawud: 4868
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Qatadah Raziyallahu Anhu farmaate hain ke Rasulullah ﷺ ko irshaad farmaate hue suna: Jo shakhs ye chahta hai ke Allah Ta'ala usko Qayamat ke din ki takleefon se bachale, to usko chahiye ke tangdast ko (jis par uska qarz waghaira ho) mohlat de de ya (apna poora mutaalba ya uska kuch hissa) mu'af karde.
📗Ref:- Muslim: 4000
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan