📚Hadees:- Hazrat Muhammad Bin Amr Bin Hazm Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo Momin apne kisi Momin bhai ki musibat mein use sabr wa sukoon ki talqeen karega, Allah Ta'ala Qayamat ke din use izzat ka libaas pehnaayeingey.
📗Ref:- Ibne Maajah: 160
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Aur jo Allah Ta'ala ki yaad se ghaafil hota hai, to Ham us par ek shaitaan musallat kar dete hain, fir har waqt wo uske saath rahta hai.
📗Ref Qur'an:- sure Az Zukhruf 43: 36
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan