3 yrs ·Translate

📚Hadees:- Hazrat Ayesha Raziyallahu Anha riwaayat karti hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis mayyat par musalmaanon ki ek badi jama'at Namaaz padhe jinki tadaaad sau (10 tak pahunch jaye aur wo sab Allah Ta'ala se mayyat ke liye sifaarish karein, yani maghfirat wa rehmat ki dua karein to unki sifaarish zaroor qubool hogi.
đź“—Ref:- Muslim: 219
📚Hadees:- Hazrat Jarir Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs narmi (ki sifat) se mehroom raha, wo (saari) bhalayi se mehroom raha.
đź“—Ref:- Muslim: 659
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Usi ne insaan ko thheekre ki tarah khankhanaati hui mitti se paida kiya.
đź“—Ref Quran:- Sura-e-Rahmaan: 14
With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan , Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan