๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat 'Arfajah Bin Shareeh Ashja'i Raziyallahu 'anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala ka haath jamaat par hota hai (yani Allah Ta'ala ki khaas madad jamaat ke saath hoti hai) lehazaa jo shakhs jamaat se alheda ho jaata hai shaitaan us ke saath hota hai aur use uksata rahta hai.
๐Ref:- Nasa'i: 4025
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
Like
Comment
Share