ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄
πHadees:- Hazrat Abu Barza Aslami Raziyallahu 'anhu farmaate hain ke Rasullulah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Qayaamat ke din Aadmi ke dono qadam us waqt tak (hisab ki jagah se) nahi hat sakte jab tak us se in cheezon ke baare mein pooch na liya jaye: Apni umar kis kaam mein kharch ki? Apne ilm par kya amal kiya? Maal kahan se kamaya aur kahan kharch kiya? Apni jismani quwwat kis kaam mein lagai?
πRef:- Tirmizi: 2417
ππ»πΈππΊβοΈπΉπΏπ·πΎπ΄ With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
Like
Comment
Share