๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Mughirah Bin Shu'bah Raziyallahu 'anhu farmaate hain ke Rasullulah ๏ทบ ne irshaad farmaaya: Murdon ko bura bhala mat kaho ke isse tum zindon ko takleef pahunchaoge.
๐Ref:- Tirmizi: 1982
Faaida: Matlab ye hai ke marne waale ko bura bhala kehne se uske azeezon ko takleef hogi aur jisko bura bhala kaha gaya use koi nuqsaan nahin hoga
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Zikr E Mewat
Like
Comment
Share