๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Aur tumhaare Rab ne yeh hukm diya hai ke us ke siwa kisi ki Ibaadat na karo, aur maan baap ke saath achchha sulook karo, Agar maan baap mein se koi ek ya donon tumhaare saamne budhaape ko pahonch jaaein, to unhein "Uf" tak na kaho aur na unhein jhidko, balke un se izzat ke saath baat kiya karo, aur un ke saath muhabbat ka bartaao karte huwe un ke saamne apne aap ko inkesaari se jhukaao, aur yeh dua karo "Aye Rab! Jis tarah inhon ne meri bachpan mein parwarish ki hai, aap bhi in ke saath rehmat ka muaamla kijiye.
๐Ref Quran:- Sura-e-Bani Israail: 23,24
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Bilal Ahmed