💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur sach mein jhoot ko na milao aur jaan-bujh kar haqq ko (yani shara'ee ehkaam ko) na chupao jab ke tum jaante ho.
📗Ref Quran:- Al-Baqarah 2: 42
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur sach mein jhoot ko na milao aur jaan-bujh kar haqq ko (yani shara'ee ehkaam ko) na chupao jab ke tum jaante ho.
📗Ref Quran:- Al-Baqarah 2: 42
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abdullah Bin Umar Raziyallahu 'anhuma riwaayat karte hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Apne (musalmaan) murdon ki khoobiyan bayaan kiya karo aur unki buraiyan na bayan karo.
📗Ref:- Abu Dawud: 4900
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_علم رکھنے والا اگر اس پر عمل نہ کرے تو وہ اس بیمار کی مانند ہے جس کے پاس دوا تو ہے لیکن استعمال نہیں کرتا_
_इल्म रखने वाले अगर उस पर अम्ल ना करें, तो वो एक बीमार की मानिंद है, जिसके पास दवा तो है लेकिन इस्तमाल नहीं करता_
_If those who have knowledge do not act upon it, So he is like a sick person who has medicine but does not use it_ With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_انسان کے غصے میں ایک عجیب خود غرضی ہوتی ہے، وہ اپنے سے زیادہ طاقت ور لوگوں کے سامنے اپنے غصے کو قابو میں رکھتا ہے، لےکین اپنے سے چھوٹے اور کمزور لوگوں پر غصہ آنے میں دیر نہیں لگتی_
_इंसान के गुस्से में अजीब मुनाफकत है, अपने से ताकतवर के सामने तो गुस्सा कंट्रोलर कर लेता है, लेकिन अपने से छोटे और कमजोर पर गुस्सा करने में देर नहीं करता_
_There is a strange selfishness in the anger of a person, he controls his anger in front of those who are stronger than him, but does not delay in getting angry on those who are smaller and weaker than him_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📗Ref Quran:- अल-अहजाब (Al-'Ahzab):16 - कह दो, "यदि तुम मृत्यु और मारे जाने से भागो भी तो यह भागना तुम्हारे लिए कदापि लाभप्रद न होगा। और इस हालत में भी तुम सुख थोड़े ही प्राप्त कर सकोगे।
📗Ref Quran:-"अल-अहजाब (Al-'Ahzab):17 - कहो, "कहो है जो तुम्हें अल्लाह से बचा सकता है, यदि वह तुम्हारी कोई बुराई चाहे या वह तुम्हारे प्रति दयालुता का इरादा करे (तो कौन है जो उसकी दयालुता को रोक सके)?" वे अल्लाह के अल्लाह के अलावा न अपना कोई निकटवर्ती समर्थक पाएँगे और न (दूर का) सहायक
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur Allah Ta'ala ki ye shaan hi nahi hai ke log istighfaar karne waale hon aur phir unko azaab dein.
📗Ref Quran:- Al-Anfaal: 33
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Mughirah Bin Shu'bah Raziyallahu 'anhu farmaate hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Murdon ko bura bhala mat kaho ke isse tum zindon ko takleef pahunchaoge.
📗Ref:- Tirmizi: 1982
Faaida: Matlab ye hai ke marne waale ko bura bhala kehne se uske azeezon ko takleef hogi aur jisko bura bhala kaha gaya use koi nuqsaan nahin hoga
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur jo Allah Ta'ala ki yaad se ghafil hota hai to hum us par ek shaitaan musallat kar dete hain phir har waqt wo us ke saath rehta hai.
📗Ref Quran:- Az-Zukhruf: 36
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu 'anhu riwaayat karte hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Kabira gunahon mein se ek badaa gunah kisi musalmaan ki izzat par nahaq hamla karna hai.
📗Ref:- Abu Dawud: 4877
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat