💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Hadees:- Hazrat Abu Sa'id Khudri aur Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhuma se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Musalmaan jab bhi kisi thakawat, beemari, fikr, ranj wa malaal, takleef aur gham se do chaar hota hai, yahan tak ke use koi kaanta bhi chubta hai to Allah Ta'ala iski wajah se uske gunahon ko mu'af farmaadete hain.
📗Ref:- Bukhari: 5641
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Khalid Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Beshak Namaz behayayi aur bure kaamon se rokti hai.
📗Ref Quran:- Al-'Ankabut 29: 45
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Khalid Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Maine Rasullulah ﷺ ko ye irshaad farmaate hue suna: Ek Musalmaan ke dusre musalmaan par paanch haq hain: Salaam ka jawaab dena, beemar ki iyaadat karna, janaaze ke saath jaana, daawat qubool karna aur cheenk ne waale ke jawaab mein "Yarhamukallah" kehna.
📗Ref:- Bukhari: 1240
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Khalid Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
#घाटमीका_डबल_मर्डर
अब एक इंसान की जिंदगी को पैसों से तोला जायगा ?
हम कुछ करेंगे भी या यूँ ही खाली बोला जायगा?
रहबर ही नहीं रहा इस कोम का सच्चा कोई
लगता हे फिर कोई नया जनाजा हमारे कंधो पे जाएगा?
एक बार मज़लूमो को घाटमीका जाकर तो देखो
यक़ीनन तुम्हारा कलेजा भी मुंह को आएगा
इन्साफ का चश्मा लगा कर तो देखो साहब
असल मुजरिम तो खुद सलाखों के पीछे आएगा
अगर अब भी वक्त रहते ना संभाला गया खुद को देखलेना एक दिन ये मातम तुम्हारे घर भी आएगा
#justice_for_nasir_junaid