Homeritz Consultant changed his profile cover
1 y

image
1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Ayyub Rahimahullah apne waalid se aur wo apne dada se riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Kisi baap ne apni aulaad ko achchhi taaleem wa tarbiyat se behtar koi tohfa nahin diya.
📗Ref:- Tirmizi: 1952
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Anas Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: 3 khaslatein (aadatein) aisee hain ki jismein ya paida ho jayein usney Imaaan ki mithas ko pa liya. Awwal ye ki Allah aur uska Rasool uskey nazdeek sabse ziyada mehboob ban jayein, Dusrey ye ki wo kisi insaan se sirf Alllah ki Raza ke liye Muhabbat rakhey, Teesrey ye ki wo Kufr mein wapas lautney ko aisa bura jaaney jaisa ki Aag mein daley jaaney ko bura jaanta hai.
📗Ref:- Bukhari: 16
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Anas Bin Malik Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs ye chahe ke uske rizq mein farakhi ki jaye aur uski umar daraaz ki jaye, usko chahiye ke apne rishtedaron ke saath sila rehmi kare.
📗Ref:- Bukhari: 5986
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Anas Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: 3 khaslatein (aadatein) aisee hain ki jismein ya paida ho jayein usney Imaaan ki mithas ko pa liya. Awwal ye ki Allah aur uska Rasool uskey nazdeek sabse ziyada mehboob ban jayein, Dusrey ye ki wo kisi insaan se sirf Alllah ki Raza ke liye Muhabbat rakhey, Teesrey ye ki wo Kufr mein wapas lautney ko aisa bura jaaney jaisa ki Aag mein daley jaaney ko bura jaanta hai.
📗Ref:- Bukhari: 16
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_صرف اللہ پاک کی محبت ہی ایسی محبت ہے جو تکلیف نہیں دیتی, جو ذہنی سکون نہیں چھینتی، جہاں دھت کار نہیں ہوتی، جہاں طعنہ نہیں ہوتا، جہاں غلطیوں پر تنہا نہیں کیا جاتا_
_सिर्फ़ अल्लाह पाक की मुहब्बत ही ऐसी मुहब्बत है जो तकलीफ़ नहीं देती, जो ज़़हनी सुकून नहीं छीनती, जहाँ धुतकार नहीं होती, जहाँ ताना नहीं होता, जहाँ गलतियों पर तन्हा नहीं किया जाता_
_The love of Allah alone is such love which does not hurt, which does not take away the peace of mind, where there is no deceit, where there is no criticism, where one is not singled out for mistakes_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasool ﷺ ne farmaaya: Jab tum kisi mareez ke paas (us ka haal poochne ke liye) jaao to us ki zindagi ke baare me tasalli ki baat kaho, kyun ke tumhaari yeh baatein agarche Allah ke faisle ko to nahin badal sakti hai magar is se mareez ka dil khush hoga.
📗Ref:- Tirmizi: 2087
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Darda Raziyallahu Anhu farmaate hain ke maine Rasulullah ﷺ ko ye irshaad farmaate hue suna: Baap jannat ke darwaazon mein se behtareen darwaaza hai chunaanche tumhein ikhtiyaar hai khwaah (uski naafarmaani karke aur dil dukha ke) us darwaaze ko zaaya kar do ya (uski farmaabardaari aur usko raazi rakh kar) us darwaze ki hifaazat karo.
📗Ref:- Tirmizi: 1900
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

1 y - Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_کوشش کرو جس چیز کے لیے تم خود ترس رہے ہو کوئی دوسرا آپ کی وجہ سے نہ ترسے, پھر چاہے وہ رشتے ہوں, خوشیاں ہوں یا سکون ہو_
_कोशिश करो जिस चीज़ के लिए तुम खुद तरस रहे हों कोई दूसरा आपकी वजह से न तरसे, फिर चाहे वो रिश्ते हों, खुशियां हों या सुकून हो_
_Try that what you yourself are longing for, no one else should yearn because of you, be it relationships, happiness or peace_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat