๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Abu Musa Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Sahaba Raziyallahu Anhum ne arz kiya: Ya Rasulullah kaun se musalmaan ka Islam afzal hai? Irshaad farmaaya: Jis (musalmaan) ki zubaan aur haath se dusre musalmaan mehfooz rahein.
๐Ref:- Bukhari: 11
Faida: Zuban se takleef pahunchane mein kisi ka mazaaq udana, tohmat lagana, bura bhala kehna aur haath se takleef pahunchane mein kisi ko nahaq maarna, kisi ka maal zulman lena waghaira umoor shaamil hain. (Fath-ul-Bari)
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , แทแ แดแแแฅแ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed