3 yrs Β·Translate

πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur jo kuch tum ko duniya mein diya gaya hai woh sirf duniya ki chand roz zindagi guzaarne ka samaan aur yahan ki (fanaa hone waali) raunaq hai aur jo kuch Allah Ta'ala ke paas hai woh behtar aur hamesha baaqi rehne waala hai, kya tum itni baat bhi nahi samajhte?
πŸ“—Ref Quran:- Al-Qasas 28: 60
πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
πŸ“šHadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ο·Ί ne irshaad farmaaya: Jis se kisi muaamle mein mashwara kiya jaye us muaamle mein us par bharosa kiya gaya hai (lihaaza use chahiye ki mashwara lene waale ka raaz zaahir na kare aur wahi mashwara de jo mashwara lene waale ke liye zyaada mufeed ho)
πŸ“—Ref:- Tirmizi: 2822
πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
πŸ“š With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , αŽ·α’ αŽ΄α‹α‰αŽ₯Ꮭ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan

image
image