3 yrs Β·Translate

πŸ’πŸŒ»πŸŒΈπŸ€πŸŒΊβ˜˜οΈπŸŒΉπŸŒΏπŸŒ·πŸŒΎπŸŒ΄
πŸ“šHadees:- Hazrat Abdullah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ο·Ί ne irshaad farmaaya: Jo shakhs kisi musibat zada ko tasalli deta hai, to usko musibat zada ki tarah sawaab milta hai.
πŸ“—Ref:- Tirmizi: 1073
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Allah Ta'ala tum ko tumhaari aulaad ke haq mein hukm deta hai ke ek ladke ka hissa do ladkiyon ke hisse ke baraabar hai.
πŸ“—Ref Quran:- Sura-e-Nisa: 1

πŸ“šKhulaasa:- Waalidain ki wiraasat mein ladke ke do hise aur ladki ka ek hissa hota hai, jis ka ada karna farz hai With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , αŽ·α’ αŽ΄α‹α‰αŽ₯Ꮭ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan