๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด
๐Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Maine Rasullulah ๏ทบ ko ye irshaad farmaate hue suna: Ek Musalmaan ke dusre musalmaan par paanch haq hain: Salaam ka jawaab dena, beemar ki iyaadat karna, janaaze ke saath jaana, daawat qubool karna aur cheenk ne waale ke jawaab mein "Yarhamukallah" kehna.
๐Ref:- Bukhari: 1240
๐๐ป๐ธ๐๐บโ๏ธ๐น๐ฟ๐ท๐พ๐ด With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Khalid Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
Like
Comment
Share