💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_جنون چاہیے سفلتا حاصل کرنے کے لئے، مصیبتوں کی کیا اوقات ہے، کہ راستوں کو روک پائی_
_जुनून चाहिए सफलता हासिल करने के लिए, मुसीबतों की कया औकात है के रास्ते रोक पाएं_
_Passion is needed to achieve success, what is the status of troubles, be able to stop them_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Aur Iman waalon ko to Allah Ta'ala hi se Zyaada Muhabbat hoti hai.
📗Ref Quran:- Al-Baqarah 2: 165
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Allah ke Rasool ﷺ ne farmaaya: (Qayaamat ke din) Saahib-e-Qur'an (Hafiz) se kaha jaayega: Qur'an padhta ja aur Jannat ke darjon par chadhta ja, aur thhaher thhaher kar padh jaisa ke tu duniya mein thhaher thhaher kar padhta tha. Bas tera maqaam wahi hoga jahaan teri aakhri aayat ki tilaawat khatam hogi.
📗Ref:- Abu Daawood: 1464
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjam): Allah Ta'ala ke achchhe achchhe naam hain tum in naamon se use pukaaro.
Ref Quran:- Sura-e-A'raf: 180
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasoolullaah ﷺ ne farmaaya: Tum aurton se (Sirf) un ke husn-o-jamaal ki wajah se shaadi na karo. Kyun ke husn-o-jamaal khatm hone waala hai aur na un ki maaldaari ki wajah se shaadi karo, mumkin hai ye maaldaari un ko nafarmaani mein mubtala karde. Albatta un se deendaari ki buniyaad par shaadi karo.
📗Ref:- Ibne Maaja: 1859
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Beshak Hum apne Rasoolon aur Imaan waalon ki duniya ki zindagi mein bhi madad karte hain aur Qayaamat ke din bhi madad karenge jis din aamal likhne waale farishte gawahi dene khade honge.
📗Ref Quran:- Al-Mu'min 40: 51
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya ke jis raat mujhe Meraaj hui mera guzar ek aise groh par huwa jin ke pet gharon ki tarah hain aur un mein saanp bhare huwe hain jo baahar se nazar aate hain, mein ne Jibraeel se poochha ke yeh kaun log hain? (jo aise azaab mein mubtila hain) unhon ne batlaaya ke yeh sood khor log hain.
📗Ref:- Ibne Maaja: 2273
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh