💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Allah jis ke liye chaahta hai rizq mein wus'at kar deta hai aur (jis ke liye chaahta hai) tangi kar deta hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Ra'ad 13: 26
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Anas Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke Sahaba ke nazdeek koi shakhs bhi Rasool Allah ﷺ se zyaada mehboob nahi tha. Iske bawajood wo Rasool Allah ﷺ ko dekh kar khade nahi hote the kyunke wo jaante the Aap ﷺ isko na pasand farmaate hain.
📗Ref:- Tirmizi: 2754
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_ہماری تکلیف ایک بوند کی طرح ہے اور رب کی ہم سے محبت ٹھاٹھیں مارتے ہوئے سمندر کی مانند، ہمارے مسلے بہت چھوٹے ہیں، رب کا جلال اور اس کی عنایت نا ختم ہونے والی_
_हमारी तकलीफ एक बूंद की तरह है और रब की हमसे मुहब्बत ठाठें मारता हुआ समंदर, हमारे मसले बहुत छोटे हैं, रब का जलाल और उसकी इनायत ना खत्म होने वाली_
_Our pain is like a drop and the Lord's love for us is like a raging sea, our problems are so small, the Lord's glory and His grace are endless._ With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Musalmaan aapas mein bhai bhai hain.
📗Ref Quran:- Al-Hujurat: 10
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Mas'ud Badri Raziyallahu 'anhu se riwayat hain ke Rasool Allah ? ne irshaad farmaaya: Jis shakhs ne bhalayi ki taraf rehnumayi ki use bhalayi karne waale ke barabar sawab milta hai.
📗Ref:- Abu Dawud: 5129
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Aur Allah Ta'ala Salaamati ke ghar yaani Jannat ki taraf daawat dete hain aur jise chahte hain seedha raasta dikhaate hain.
📗Ref Quran:- Yunus 10: 25
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh