💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees: Hazrat Umme Salma Raziyallahu 'anha riyaayat karti hain ki Allah ke Rasool ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis Aurat ka is haal mein inteqaal ho ki uska shohar usse raazi ho to wo jannat mein jayegi.
📗Ref:- Tirmizi: 1161
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Beshak (motabar) Deen to Allah ke nazdeek Islam hi hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Aale imraan: 19
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_علم طے کرتا ہے کیا کہنا ہے, مہارت طے کرتی ہے کیسے کہنا ہے, طرز عمل طے کرتا ہے کس قدر کہنا ہے اور دانشمندی طے کرتی ہے کہ کہنا بھی ہے یا نہیں_
_इल्म(झान) तय करता है क्या कहना है, महारत(कौशल) तय करती है कैसे कहना है, तर्ज़े-अमल(ववहार) तय करता है किस क़दर कहना है और दानिशमंदी(बुद्धि) तय करती है कि कहना भी है या नहीं_
_Knowledge determines what to say, skill determines how to say it, behavior determines how much to say and "wisdom" determines whether to say it at all_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Badi kharaabi hai naap tol mein kami karne waalon ki, jin ka haal yeh hai ke jab woh logon se khud koi cheez naap kar lete hain, to poori poori lete hain aur jab woh kisi ko naap kar ya tol kar dete hain to ghata kar dete hain.
📗Ref Quran:- Sura-e-Mutaffifeen 83: 1-3
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Jabir Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Tum sab mein se Mujhe zyaada mehboob aur Qayamat ke din Mere sabse qareeb wo log hongey jinke akhlaaq zyaada achchhe hongey.
📗Ref:- Tirmizi: 2021
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz
Marne ke bad ki sachai #motivational #dk_thakur With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Shah Rukh