Zikr E Mewat Zikr E Mewat
    #اشتراك_يوتيوب_بريميوم_عائلي #leadgeneration #qdexitechnology #digitalmarketing #businessgrowth
    Advanced Search
  • Login
  • Register

  • Night mode
  • © 2026 Zikr E Mewat
    About • Directory • Contact Us • Privacy Policy • Terms of Use • Refund • Delete My Account • Coupon Partners • Earn Money with Us • Verification badge Policy

    Select Language

  • English

Blog

Browse articles

Pages

My Pages Liked Pages

More

Forum Explore Popular Posts Jobs
Blog My Pages See all

Discover posts

Posts

Users

Pages

Group

Blog

Forum

Jobs

Tarif Aziz
Tarif Aziz  is traveling to shrinagar
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴

image
Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_عقیدوں کا حساب تم بعد میں کر لینا، جناب! پہلے یہ ثابت تو کرو کہ تم انسان ہو_
_अकीदों(मान्यताओं) का हिसाब तुम बाद में कर लेना, जनाब! पहले यह साबित तो करो के तुम इन्सान हो_
_You can calculate the beliefs later, Janab! first prove that you are human_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴


TELEGRAM:- CHANNEL
https://t.me/Achhemsgkeliye With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Favicon 

Telegram: Contact @Achhemsgkeliye

Achhi jankari ke liye Join kijiye
Like
Comment
Share
Rayyan Nazir chhiraklot
Rayyan Nazir chhiraklot
3 yrs ·Translate

مسلم وہ ہے جو الله کوں مانے۔۔💚
مومن وہ ہے جو الله کی مانے۔۔۔✨❣️

Like
Comment
Share
avatar

Rayyan Nazir chhiraklot

💚✨
Like
· Reply · 1684509337

Delete Comment

Are you sure that you want to delete this comment ?

Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Hurairah (Raziyallahu 'anhu) se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Imaan ye hai ki tum Allah Ta'ala ko uske farishton ko aur (aakhirat mein) Allah Ta'ala se milne ko aur uske Rasoolon ko haq jaano aur haq maano (aur mout ke baad dubaara) uthaye jaane ko haq jaano aur haq maano.
📗Ref:- Bukhari: 50
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Huzoor ﷺ ne farmaaya ke jis shakhs ne Qur'aan padha, phir us ko zabaani yaad kiya aur us ke halaal ko halaal aur haraam ko haraam jaana to Haq Ta'ala Shaanuhu us ko Jannat mein daakhil farmaaeinge aur us ke gharaane mein se aise das aadmiyon ke baare mein us ki shafa'at qubool farmaaeinge jin ke liye Jahannam waajib ho chuki ho.
📗Ref:- Tirmizi: 2905
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_دوست کیا خوب وفاؤں کا صلہ دیتے ہیں، ہر نئے موڑ پر ایک نیا زخم دیتے ہیں، کون ہوتا ہے مصیبت میں کسی کا ائے دوست، آگ لگتی ہے تو پتے بھی ہوا دیتے ہیں، جناب
_दोस्त क्या खूब वफाओं का सिला देते हैं, हर नए मोड़ पर एक नया जख्म देते हैं, कौन होता है मुसीबत में किसी का ए दोस्त, आग लगती है तो पत्ते भी हवा देते हैं, जनाब
_Do friends also reward loyalty? give a new wound at every new turn, who is someone's friend in trouble, when there is a fire, even the leaves give air, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_انسانیت وہاں دم توڑتی، جناب! جہاں کسی شخص کی مجبوری دوسروں کے لیے تماشا بن جائے_
_इंसानियत वहां दम तोड़ती है, जनाब! जहां किसी शख्स की मजबूरी दूसरों के लिए तमाशा बन जाए_
_Humanity dies there, Janab! Where a person's compulsion becomes a spectacle for others_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Anas Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Apni safon ko seedha kiya karo, kyunki Namaaz ko achchhi tarah adaa karne mein safon ko seedha karna shaamil hai.
📗Ref:- Bukhari: 723
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole.
📗Ref:- Bukhari: 162
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasullulah ﷺ ne farmaaya: Khade ho kar Namaaz padho, agar khade hone ki taaqat na ho to baithh kar padho aur agar baithh kar padhne ki bhi taaqat na ho to karwat par let kar padho.
📗Ref:- Tirimizi: 372
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat

Like
Comment
Share
Showing 82 out of 232
  • 78
  • 79
  • 80
  • 81
  • 82
  • 83
  • 84
  • 85
  • 86
  • 87
  • 88
  • 89
  • 90
  • 91
  • 92
  • 93
  • 94
  • 95
  • 96
  • 97

Edit Offer

Add tier








Select an image
Delete your tier
Are you sure you want to delete this tier?

Reviews

Pay By Wallet

Payment Alert

You are about to purchase the items, do you want to proceed?

Request a Refund