💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abdullah Bin Umar Raziyallahu 'anhuma riwaayat karte hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Apne (musalmaan) murdon ki khoobiyan bayaan kiya karo aur unki buraiyan na bayan karo.
📗Ref:- Abu Dawud: 4900
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat