Zikr E Mewat Zikr E Mewat
    #اشتراك_يوتيوب_بريميوم_عائلي #leadgeneration #qdexitechnology #digitalmarketing #businessgrowth
    Advanced Search
  • Login
  • Register

  • Night mode
  • © 2026 Zikr E Mewat
    About • Directory • Contact Us • Privacy Policy • Terms of Use • Refund • Delete My Account • Coupon Partners • Earn Money with Us • Verification badge Policy

    Select Language

  • English

Blog

Browse articles

Pages

My Pages Liked Pages

More

Forum Explore Popular Posts Jobs
Blog My Pages See all

Discover posts

Posts

Users

Pages

Group

Blog

Forum

Jobs

Tarif Aziz
Tarif Aziz  added new photos to zikr e Mewat
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اپنے دل پر لگے زخموں کو نظر انداز مت کرو، بلکہ ان کو محسوس کیےا کرو، جناب! کیونکہ یہی تو وہ جگہ ہے جہاں سے روشنی تمھارے اندر داخل ہوتی ہے_
_अपने दिल पर लगे ज़ख्मों को नज़र अंदाज मत करो, बल्की उनको महसूस कीया करो, जनाब!क्यूंकी यही तो वह जगह है जहां से रोशनी तुम्हारे अंदर दाखिल होती है_
_Don't ignore the wounds on your heart, rather feel them, sir! Because this is where the light enters you_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴1 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

image
image
image
image
+4
Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): So jo Allah par Iman laaya, aur Allah hi ko mazboot pakde raha, to Allah usko apne fazl-o-karam se apni rehmat mein daakhil karega aur apni taraf ka raasta dikhaa dega.
📗Ref Quran:- Sura-e-Nisa: 175
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اللہ نے کس قدر میرے عیبوں کو چھپا رکھا ہے، جناب! لوگ مجھ سے بھی اکثر کہہ دیتے ہیں دعا کیجیے حضرت_
_अल्लाह ने किस क़दर मेरे एबों को छुपा रखा है, जनाब! लोग मुझसे भी अक्सर कह देते है दुआ कीजिए हज़रत_
_How well Allah has hidden my fault, sir! People often says to me too, please pray for me, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Huzoor ﷺ ka irshaad hai: Jab Maal-e-Ganeemat ko zaati daulat banaaya jaane lage, amaanat ko ganeemat ka maal aur Zakaat ko taawaan samajh liya jaaye, ilm ko Deen ke alaawa kisi aur maqsad ke liye seekha jaane lage, log apni biwi ki farmaanbardaari kare aur apni maan ki naafarmaani karein aur doston ko apne qareeb karein aur baap ko door karein, masjidon mein aawaazein buland hon, qabeele ki sardaari un mein ka faasiq shakhs kare, qaum ka leader un mein ka kameena aadmi ho aur aadmi ka us ke shar ke dar se ikraam kiya jaaye aur gaane waaliyaan aur raag baaje aam ho jaayein aur sharaab pi jaane lage aur Ummat ke baad waale pehle logon par laanat karein, to us waqt surkh aandhiyon, zalzalon, zameen mein dhansaaye jaane, sooraton ke maskh kiye jaane aur patthar barasne ka intezaar karo aur (un ke alaawa isi tarah ki) doosri nishaaniyon ka (intezaar karo) jo lagaataar is tarah aayeingi jaise kisi haar ke dhaage ke toot jaane par us ke daane lagaataar tootne lagte hain.
📗Ref:- Tirmizi: 2211
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_الفاظ کی اپنی ہی ایک دنیا ہوتی ہے، ہر لفظ اپنی ذمہ داری نبھاتا ہے، کچھ لفظ حکومت کرتے ہیں کچھ غلامی، کچھ لفظ حفاظت کرتے ہیں اور کچھ وار_
_अल्फ़ाज़ की अपनी ही एक दुनियां होती हैं, हर लफ़्ज़ अपनी ज़िम्मेदारी निभाता है, कुछ लफ़्ज़ हुक़ूमत करते हैं कुछ गुलामी, कुछ लफ़्ज़ हिफाज़त करते है और कुछ वार_
_Words have a world of their own, Each word has its own responsibility, some words rule, some slavery enslave, some words protect and some attack_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasulullaah ﷺ ne irshaad farmaaya ke agar tum log Allah par aisa tawakkul aur aisa etemaad karo jaisa ke us par tawakkul karne ka haq hai to tum ko woh is tarah rozi de jis tarah parindon ko deta hai, woh subah ko bhooke apne aashiyaanon se nikalte hain aur shaam ko pet bhare waapas aate hai.
📗Ref:- Tirmizi: 2344
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_کیا غرور(فخر) کریں اس زندگی پر، کیونکہ یہ سانسیں گنتی "کی تو" ہوتی ہیں، جناب! بہت خوشنصیب ہوتے ہیں وہ لوگ جو کسی کے لئے خاص ہوتے ہیں_
_इस जीवन पर क्यों घमण्ड करें, क्योंकि ये साँसें गिनती की होती हैं, जनाब! बहुत खुशनसीब होते हैं वो लोग जो किसी के लिए खास होते हैं_
_Why be proud of this life, because these breaths are of counted. very lucky are those people who are special to someone_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_کسی بھی بڑے درویش سے زیادہ طاقتور دعا آپ کے ماں باپ کی ہوتی ہے ، ہم ان کو نظر انداز کر کے کسی "پیر بابا" کسی "سرکار" کسی "مخدوم" کو تلاش کرتے کرتے ساری زندگی غارت کر دیتے ہیں_
_किसी भी बड़े दरवेश से ज्यादा ताक़तवार दुआ, आपके मां बाप की होती है, हम उनको नज़र अंदाज कर के किसी "पीर बाबा" किसी "सरकार" किसी "मखदूम" को तलाश करते करते सारी जिंदगी गारत(बर्बाद) कर देते हैं_
_The prayer of your parents is more powerful than any big dervish, we ignore them and waste our whole life searching for a "Peer Baba" a "Sarkar" a "Makhdoom"_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Huzoor ﷺ ne farmaaya: Tum mein se koi apne doosre bhaai ki lakdi aur chhadi bhi (bagair ijaazat) na le, na hi mazaaq mein aur na hi lene ke iraade se. Aur agar kisi ne le liya ho, to us ko waapas kar de.
📗Ref:- Tirmizi: 2160

Matlab yeh hai ke lakdi aur chhadi jaisi maamooli cheez bhi ijaazat ke bagair nahin lena chaahiye, hatta ke hansi mazaaq mein bhi aisa na kare. Aur agar kisi ki koi cheez galti se leli hai, to us ko waapas kar dena chaahiye, yeh nahin samajhna chaahiye ke yeh to ek maamooli cheez hai is ko waapas karne ki kya zaroorat hai
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex

Like
Comment
Share
Dipu kumar
Dipu kumar
3 yrs ·Translate

Kaisha laga bhai log comment me bataiye 😁😁😁 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Shah Rukh

Like
Comment
Share
avatar

Dipu kumar

Thanku 🥰
Like
· Reply · 1679968172

Delete Comment

Are you sure that you want to delete this comment ?

Showing 96 out of 232
  • 92
  • 93
  • 94
  • 95
  • 96
  • 97
  • 98
  • 99
  • 100
  • 101
  • 102
  • 103
  • 104
  • 105
  • 106
  • 107
  • 108
  • 109
  • 110
  • 111

Edit Offer

Add tier








Select an image
Delete your tier
Are you sure you want to delete this tier?

Reviews

Pay By Wallet

Payment Alert

You are about to purchase the items, do you want to proceed?

Request a Refund