Zikr E Mewat Zikr E Mewat
    #اشتراك_يوتيوب_بريميوم_عائلي #leadgeneration #qdexitechnology #digitalmarketing #businessgrowth
    Advanced Search
  • Login
  • Register

  • Night mode
  • © 2026 Zikr E Mewat
    About • Directory • Contact Us • Privacy Policy • Terms of Use • Refund • Delete My Account • Coupon Partners • Earn Money with Us • Verification badge Policy

    Select Language

  • English

Blog

Browse articles

Pages

My Pages Liked Pages

More

Forum Explore Popular Posts Jobs
Blog My Pages See all

Discover posts

Posts

Users

Pages

Group

Blog

Forum

Jobs

Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اصل گند باہر کی نہیں ہمارے دلوں کے اندر ہے، پانی سے سارے داغ دھوئے جا سکتے ہیں، صرف ایک چیز جسے ہم دور نہیں کر سکتے وہ برے ارادے ہیں جو ہمارے دلوں میں چپک جاتے ہیں_
_असल गंदगी बाहर नहीं अंदर हमारे दिलों में है, तमाम दाग पानी से धो सकते हैं, सिर्फ एक ही चीज़ जिसे हम दूर नहीं कर सकते और वो हैं बूरे इरादे जो हमारे दिलों से चिपके हुए हैं_
_The real dirt is not outside, it is inside our hearts, all the stains can be washed with water, the only thing we cannot remove is the bad intentions that stick to our hearts._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_دھوکےباز لوگوں کی پرواہ نہ کریں، اگر کچھ لوگ آپ کو پھنسانے اور تکلیف دینے کی کوشش کر رہے ہیں، تو اللہ ان کو بھی پھنسا رہا ہے، کوئی برائی "سجا" سے نہیں "پہنچ" سکتی، اور کوئی نیکی انام کے بغیر نہیں رہتی، لہذا انصاف پر یقین رکھیں_
_धोखेबाज लोगों की परवाह न करें, अगर कुछ लोग आपको फंसाने की और तकलीफ पहुंचाने की कोशिश कर रहें हैं, तो अल्लाह उनको भी फंसा रहा है, कोई बुराई सज़ा से नहीं बच सकती, और कोई नेकी इनाम के बगैर नहीं रहती, लिहाजा इन्साफ पर यकीन रखें_
_Don't care about the deceitful people, if some people are trying to trap you and cause you trouble, Allah is trapping them too, no evil can escape punishment, and no good is unrewarded. so on justice Be sure_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اچھی مخلص اور صاف شخصیت کے مالک بنیں۔ یہ دلوں پر نقش چھوڑ جاتی ہے، جناب! دوہرے چہروں کے لوگوں سے تو دل اچاٹ ہو جاتا ہے_
_अच्छी मुखलिस और साफ शख्सियत के मालिक बनें, ये दिलों पर नुक्श छोड़ जाती है, जनाब! दोहरे चेहरों के लोगों से तो दिल उचाट हो जाता है_
_Be a good sincere and clean personality. It leaves a mark on the heart, Janab! Two-faced people are heartbreaking_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Aur jab Qur'an padha jaaye to use kaan lagakar suno aur chup raho taake tum par rahem kiya jaaye.
📗Ref Quran:- Surah Al-A'raf: 204
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Ibn Abbas Raziyallahu 'anhuma se riwayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Apne bhai se jhagda na karo aur na usse aisa mazaaq karo (jisse usko takleef pahunche) aur na aisa waada karo jisko poora na karsako.
📗Ref:- Tirmizi: 1995
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_آپ کی سوچ ہی آپ کو بڑا بناتی ہے، جناب! اگر آپ گلاب کی طرح کھلنا چاہتے ہیں تو آپ کو کانٹوں کے ساتھ تال میل بنا کر رکھنے کا ہنر تو سیکھنا ہی ہوگا_
_आपकी सोच ही आपको बड़ा बनाती है, जनाब! अगर आप गुलाब की तरह खिलना चाहते हैं तो काँटों के साथ तालमेल बनाके रखने का हुनर तो सीखना ही होगा_
_Your thinking makes you great, Janab! If you want to bloom like a rose, you have to learn the art of keeping in tune with the thorns._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Jo log apna maal Allah ki raah mein kharch karte hain raat ko aur din ko chhupakar aur zaahir mein, inhi keliye apne Rabb ke haan sawab hai aur in par na koi darr hai aur na wo ghamgeen honge.
📗Ref Quran:- Surah Al Baqarah 2: 274
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat 'Arfajah Bin Shareeh Ashja'i Raziyallahu 'anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala ka haath jamaat par hota hai (yani Allah Ta'ala ki khaas madad jamaat ke saath hoti hai) lehazaa jo shakhs jamaat se alheda ho jaata hai shaitaan us ke saath hota hai aur use uksata rahta hai.
📗Ref:- Nasa'i: 4025
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Beshak Namaaz Imaan Waalon par Waqt ki Paabandi ke Saath Farz hai.
Ref:- Sura-e-Nisa: 103
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Ibn Abbas Raziyallahu 'anhuma farmaate hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Woh shakhs humari itteba'a karne waalon mein se nahi hai jo humare chhoton par shafaqat na kare, humare badon ka ehteram na kare, naiki ka hukm na kare aur burai se mana na kare.
📗Ref:- Tirmizi: 1921
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh

Like
Comment
Share
Showing 104 out of 232
  • 100
  • 101
  • 102
  • 103
  • 104
  • 105
  • 106
  • 107
  • 108
  • 109
  • 110
  • 111
  • 112
  • 113
  • 114
  • 115
  • 116
  • 117
  • 118
  • 119

Edit Offer

Add tier








Select an image
Delete your tier
Are you sure you want to delete this tier?

Reviews

Pay By Wallet

Payment Alert

You are about to purchase the items, do you want to proceed?

Request a Refund