💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Sood khori ke 70 hisse hain, un mein se adna aur maamooli aisa hai jaise ke apni maan ke saath munh kaala kare.
📗Ref:- Ibne Maaja: 2274
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_جنون چاہیے سفلتا حاصل کرنے کے لئے، مصیبتوں کی کیا اوقات ہے، کہ راستوں کو روک پائی_
_जुनून चाहिए सफलता हासिल करने के लिए, मुसीबतों की कया औकात है के रास्ते रोक पाएं_
_Passion is needed to achieve success, what is the status of troubles, be able to stop them_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Aur Iman waalon ko to Allah Ta'ala hi se Zyaada Muhabbat hoti hai.
📗Ref Quran:- Al-Baqarah 2: 165
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Allah ke Rasool ﷺ ne farmaaya: (Qayaamat ke din) Saahib-e-Qur'an (Hafiz) se kaha jaayega: Qur'an padhta ja aur Jannat ke darjon par chadhta ja, aur thhaher thhaher kar padh jaisa ke tu duniya mein thhaher thhaher kar padhta tha. Bas tera maqaam wahi hoga jahaan teri aakhri aayat ki tilaawat khatam hogi.
📗Ref:- Abu Daawood: 1464
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh