_خود کا مائنس (-) پوائنٹ جان لینا ہی زندگی کا سب سے بڑا پلس (+) پوائنٹ ہے، جناب With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_ساری کی ساری چالاکیاں اور ھوشیاریاں صرف دنیا میں ہی ہیں، اس کو بے وقوف بنا لیا، اس سے جھوٹ بول لیا اسے دھوکہ دے دیا، لیکن یاد رکھیں جو کچھ آپ کر رہے ہیں وہ ہواؤں میں نہیں اڑ رہا، فرشتے لکھے رہے ہیں اور اللہ تعالیٰ دیکھ رہا ہے_
_सारी की सारी चालाकियां और होशियारियां सिर्फ दुनिया ही में है, इसको बेवकूफ बना लिया लिया, उससे झूठ बोल लिया, उसे धोका दे दिया, लेकिन याद रखें साहब! जो कुछ आप कर रहे हैं वो हवाओं में नहीं उड़ रहा, फरिश्ते लिख रहे हैं और अल्लाह देख रहा है_
_All the cleverness and canniness are only in the world, you fooled her, lied to her, cheated her, but remember whatever you are doing is not blowing in the wind, angels are writing and Allah is watching_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka irshad hai (Tarjama): Haqeeqat yeh hai ke tumhaare liye Rasulullah (ﷺ) ki zaat mein ek behtareen namoona hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Ahzaab 33: 21
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasullullah ﷺ ne farmaaya: Zina karne waala jis waqt zina kar raha hota hai woh momin nahin reh jaata. Imaan us se alag ho jaata hai (phir baad mein jab woh zina se alag hota hai, to us ka Imaan laut aata hai)
📗Ref:- Bukhari: 6782
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Tum nek kaamon mein ek doosre se aage badhne ki koshish karo.
📗Ref Quran:- Sura-e-Baqarah: 148
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab momin banda koi gunah karta hai, to us ki wajah se us ke dil par ek siyaah nukta lag jaata hai phir jab woh us gunah se ruk jaata hai aur toba wa istigfaar kar leta hai, to (woh kaala nukta khatm hojaata hai aur) dil bilkul saaf hojaata hai (aur agar us ne toba wa istigfaar nahin kiya) aur mazeed gunah karta raha to dil ki woh siyaahi badhti jaati hai yahaan tak ke poore dil par chha jaati hai.
📗Ref:- Tirimizi: 3334
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_تم اپنی طرف آنے والی تکلیفوں کو اپنے گناہوں کی سزا مت سمجھنا، اللّٰہ بہت مہربان ہے، جناب! وہ بدلے نہیں لیا کرتا_
_तुम अपनी तरफ आने वाली तकलीफों को अपने गुनाहों की सज़ा मत समझना, अल्लाह बहुत मेहरबान है, जनाब! वो बदले नहीं लिया करता_
_Don't consider the troubles coming your way as a punishment for your sins, Allah is very kind, Janab! he doesn't reciprocate_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasulullah ﷺ ne farmaaya: Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Alaawah Ziyaadah Baat Naa Kiya Karo, Is Liye Ke Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Alaawah Ziyaadah Baat Karna Dil Ki Sakhti Ka Sabab Hai, Aur Allah Ta'ala Se Sab Se Ziyaadah Door Woh Shakhs Hai Jo Sakht Dil Ho.
📗Ref:- Tirmizi: 2411
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Al-Quran:- Sure इब्राहिम ('Ibrahim):Ayiyaat 9 - क्या तुम्हें उन लोगों की खबर नहीं पहुँची जो तुमसे पहले गुज़रे हैं, नूह की क़ौम और आद और समूद और वे लोग जो उनके पश्चात हुए जिनको अल्लाह के अतिरिक्त कोई नहीं जानता? उनके पास उनके रसूल स्पष्टि प्रमाण लेकर आए थे, किन्तु उन्होंने उनके मुँह पर अपने हाथ रख दिए और कहने लगे, "जो कुछ देकर तुम्हें भेजा गया है, हम उसका इनकार करते है और जिसकी ओर तुम हमें बुला रहे हो, उसके विषय में तो हम अत्यन्त दुविधाजनक संदेह में ग्रस्त है।"
Al-Quran:- Sure इब्राहिम ('Ibrahim): Ayiyaat 10 - उनके रसूलों ने कहो, "क्या अल्लाह के विषय में संदेह है, जो आकाशों और धरती का रचयिता है? वह तो तुम्हें इसलिए बुला रहा है, ताकि तुम्हारे गुनाहों को क्षमा कर दे और तुम्हें एक नियत समय तक मुहल्ल दे।" उन्होंने कहा, "तुम तो बस हमारे ही जैसे एक मनुष्य हो, चाहते हो कि हमें उनसे रोक दो जिनकी पूजा हमारे बाप-दादा करते आए है। अच्छा, तो अब हमारे सामने कोई स्पष्ट प्रमाण ले आओ।"