Zikr E Mewat Zikr E Mewat
    #kualalumpurescort #klescortgirl #klsentralescort #malayescortgirl #gurgaoncallgirl
    Advanced Search
  • Login
  • Register

  • Night mode
  • © 2026 Zikr E Mewat
    About • Directory • Contact Us • Privacy Policy • Terms of Use • Refund • Delete My Account • Coupon Partners • Earn Money with Us • Verification badge Policy

    Select Language

  • English

Blog

Browse articles

Pages

My Pages Liked Pages

More

Forum Explore Popular Posts Jobs
Blog My Pages See all

Discover posts

Posts

Users

Pages

Group

Blog

Forum

Jobs

Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmata hai (Tarjama): Allah ne momin mardon aur momin aurton se waada kiya hai aise baagaat ka jin ke neeche nehrein behti hongi, jin mein woh hamesha raheinge aur aise paakeeza makaanaat ka jo sadaabahaar baagaat mein honge. Aur Allah ki taraf se khushnoodi to sab se badi cheez hai (jo Jannat waalon ko naseeb hongi) yahi to zabardast kaamiyaabi hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Tauba: 72
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_زندگی کو خوشگوار بنانے کے لیے ایک چھوٹا سا اصول اپنائیں، روزانہ کچھ اچھا یاد رکھیں اور کچھ برا بھول جائیں، جناب
_जिंदगी को खुश गवार बनाने के लिए एक छोटा सा उसूल अपनाएं, रोज़ाना कुछ अच्छा याद रखें और कुछ बुरा भूल जान जाएं, जनाब
_Follow a small principle to make life happy, remember something good everyday and forget something bad, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_بال، کپڑوں، جوتوں اور بناو سنگھار سے زیادہ اپنے مطالعہ، شعور اور گفتگو پر کام کریں, سخت الفاظ سے اجتناب کریں، جناب! کوئی بھی دس سیکنڈ یا زیادہ سے زیادہ ایک منٹ تک آپ کے بناو سنگھار سے متاثر ہوسکتا ہے، اس کے بعد آپ کو گفتگو ہی کرنا ہوتی ہے_
_बाल कपड़ो जूतो और बनाव सिंगार से ज्यादा अपने मुता'ला (अध्ययन) शऊर (शिष्टाचार) और गुफ्तगू (बोल चाल) पर काम करें، सख्त अल्फाज़ से बचें, जनाब! कोई भी ज़्यादा से ज़्यादा एक दो मिनट आपके बनाव सिंगार से मुतास्सिर (प्रभावित) हो सकता है, इस्के बाद आपको गुफ्तगू ही करना होती है_
_Work on your studies, sense and conversation more than hair, clothes, shoes and makeup, avoid harsh words, Janab! Anyone can be impressed by your makeup for ten seconds or at most one minute, after that you have to have a conversation_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasoolullah ﷺ ne farmaaya: Har shakhs maut ke baad afsos karega, Sahaaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasoolullah! Kis baat ka afsos karega? Aap ﷺ ne farmaaya: Agar nek hai, to ziyaada neki na karne ka afsos karega aur agar gunhagaar hai to gunaah se na rukne par afsos karega.
📗Ref:- Tirimizi: 2403
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Aur aasmaan wa zameen mein jo kuchh hai, sab ko us ne apni taraf se tumhaare kaam mein laga rakha hai. Yaqeenan us mein un logon ke liye badi nishaaniyaan hain jo gaor-o-fikr se kaam lein.
📗Ref Quran:- Sura-e-Jaasiyah: 13
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz  added new photos to zikr e Mewat
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اپنے دل پر لگے زخموں کو نظر انداز مت کرو، بلکہ ان کو محسوس کیےا کرو، جناب! کیونکہ یہی تو وہ جگہ ہے جہاں سے روشنی تمھارے اندر داخل ہوتی ہے_
_अपने दिल पर लगे ज़ख्मों को नज़र अंदाज मत करो, बल्की उनको महसूस कीया करो, जनाब!क्यूंकी यही तो वह जगह है जहां से रोशनी तुम्हारे अंदर दाखिल होती है_
_Don't ignore the wounds on your heart, rather feel them, sir! Because this is where the light enters you_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴1 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

image
image
image
image
+4
Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): So jo Allah par Iman laaya, aur Allah hi ko mazboot pakde raha, to Allah usko apne fazl-o-karam se apni rehmat mein daakhil karega aur apni taraf ka raasta dikhaa dega.
📗Ref Quran:- Sura-e-Nisa: 175
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اللہ نے کس قدر میرے عیبوں کو چھپا رکھا ہے، جناب! لوگ مجھ سے بھی اکثر کہہ دیتے ہیں دعا کیجیے حضرت_
_अल्लाह ने किस क़दर मेरे एबों को छुपा रखा है, जनाब! लोग मुझसे भी अक्सर कह देते है दुआ कीजिए हज़रत_
_How well Allah has hidden my fault, sir! People often says to me too, please pray for me, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Huzoor ﷺ ka irshaad hai: Jab Maal-e-Ganeemat ko zaati daulat banaaya jaane lage, amaanat ko ganeemat ka maal aur Zakaat ko taawaan samajh liya jaaye, ilm ko Deen ke alaawa kisi aur maqsad ke liye seekha jaane lage, log apni biwi ki farmaanbardaari kare aur apni maan ki naafarmaani karein aur doston ko apne qareeb karein aur baap ko door karein, masjidon mein aawaazein buland hon, qabeele ki sardaari un mein ka faasiq shakhs kare, qaum ka leader un mein ka kameena aadmi ho aur aadmi ka us ke shar ke dar se ikraam kiya jaaye aur gaane waaliyaan aur raag baaje aam ho jaayein aur sharaab pi jaane lage aur Ummat ke baad waale pehle logon par laanat karein, to us waqt surkh aandhiyon, zalzalon, zameen mein dhansaaye jaane, sooraton ke maskh kiye jaane aur patthar barasne ka intezaar karo aur (un ke alaawa isi tarah ki) doosri nishaaniyon ka (intezaar karo) jo lagaataar is tarah aayeingi jaise kisi haar ke dhaage ke toot jaane par us ke daane lagaataar tootne lagte hain.
📗Ref:- Tirmizi: 2211
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_الفاظ کی اپنی ہی ایک دنیا ہوتی ہے، ہر لفظ اپنی ذمہ داری نبھاتا ہے، کچھ لفظ حکومت کرتے ہیں کچھ غلامی، کچھ لفظ حفاظت کرتے ہیں اور کچھ وار_
_अल्फ़ाज़ की अपनी ही एक दुनियां होती हैं, हर लफ़्ज़ अपनी ज़िम्मेदारी निभाता है, कुछ लफ़्ज़ हुक़ूमत करते हैं कुछ गुलामी, कुछ लफ़्ज़ हिफाज़त करते है और कुछ वार_
_Words have a world of their own, Each word has its own responsibility, some words rule, some slavery enslave, some words protect and some attack_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan

Like
Comment
Share
Showing 150 out of 287
  • 146
  • 147
  • 148
  • 149
  • 150
  • 151
  • 152
  • 153
  • 154
  • 155
  • 156
  • 157
  • 158
  • 159
  • 160
  • 161
  • 162
  • 163
  • 164
  • 165

Edit Offer

Add tier








Select an image
Delete your tier
Are you sure you want to delete this tier?

Reviews

Pay By Wallet

Payment Alert

You are about to purchase the items, do you want to proceed?

Request a Refund