💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_کچھ لوگ ہماری زندگی کا حصہ رہے یا نہ رہے، لیکن ہماری دعاؤں کا حصہ ضرور رہتے ہیں، جناب
_कुछ लोग हमारी ज़िंदगी का हिस्सा रहें या ना रहें लेकिन हमारी दुआओं का हिस्सा ज़रूर रहते हैं, जनाब
_Some people may or may not be a part of our lives, but they definitely remain a part of our prayers, Janab
Huzoor ﷺ ne farmaaya: Bande ko jo halki ya sakht museebat pesh aati hai, woh us ke gunaah ka nateeja hoti hai, aur bahot saare gunaahon ko to Allah Ta'ala maaf farma dete hain.
Ref:- Tirmizi: 3252
Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur kitne jaanwar hain jo apna rizq uthhaaye nahin phirte! Allah unhein bhi rizq deta hai aur tumhein bhi, aur wahi hai jo har baat sunta hai, har cheez jaanta hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Ankaboot: 60
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_نفرت تو انسان کا بنایا ہوا ذاتی مسئلہ ہے, ورنہ قدرت تو محبت کا درس دیتی ہے، جناب
_नफ़रत तो इन्सान का बनाया हुआ ज़ाती मसला है, वरना क़ुदरत तो मुहब्बत का दर्स देती है, जनाब
_Hatred is a personal problem created by man, otherwise Allah teaches the lesson of love, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Jo koi shakhs Islam ke siwa koi aur Deen ikhtiyaar karna chaahega, to us se woh Deen qubool nahin kiya jaayega aur aakhirat mein un logon mein shaamil hoga jo sakht nuqsaan uthhaane waale hain.
📗Ref Quran:- Surah Aal-e-Imran: 85
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Ek shakhs ne Rasoolullah ﷺ se poochha: Aye Allah ke Rasool! Aulaad par maan baap ka kitna haq hai? Rasoolullah ﷺ ne farmaaya: Woh tumaari Jannat aur dozakh hain.
📗Ref:- Ibne Maaja: 3662
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اپنی زندگی سے منفی لوگوں کو "ختم" کرنے کا مطلب یہ نہیں کہ میں ان سے نفرت کرتا ہوں، اس کا شیڈ مطلب یہ ہے کہ میں اپنی عزت کرتا ہوں_
_अपनी जिन्दगी से मनफी लोगों को खत्म करने का मतलब यह नहीं कि मैं उनसे नफ़रत करता हूँ इस का सीधा मतलब यह है कि मैं अपनी इज्ज़त करता हूँ_
_Eliminating negative people from my life does not mean that I hate them, it simply means that I respect myself._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Rasoolullah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne irshaad farmaaya ke jis ne meri sunnat zinda ki us ne mujh se muhabbat ki aur jis ne mujh se muhabbat ki woh Jannat mein mere saath hoga.
📗Ref:- Tirmizi: 2678
Allah Ta'ala ke yahaan wahi amal maqbool hota hai jo Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ke mutaabiq ho. Lihaaza Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ko jaanna aur Aap (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ki batlaai hui duaaon, sunnaton aur aadaab ko seekhna aur un par amal karna ummat ke har fard ke liye zaroori hai.
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Huzoor ﷺ se ek shakhs ne daryaaft kiya ke ya Rasulullah ﷺ kaon sa amal behter hai? Aap ﷺ ne farmaaya: Khaana khilaana aur salaam karna, chaahe tum use pehchaante hoya na pehchaante ho.
📗Ref:- Bukhari: 12
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed , Arman Khan , Muskan Mewati , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Shah Rukh , mewati writex , Naim Iqbal , Istak Attu Sarpanch , Naseem Ahmad , My Village Press , Asjad mewati , Osaf Khan , Danish Khan
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
अत-तलाक (At-Talaq):3 - और उसे वहाँ से रोज़ी देगा जिसका उसे गुमान भी न होगा। जो अल्लाह पर भरोसा करे तो वह उसके लिए काफ़ी है। निश्चय ही अल्लाह अपना काम पूरा करके रहता है। अल्लाह ने हर चीज़ का एक अन्दाजा नियत कर रखा है