💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat A'ishah (Raziyallahu Anha) farmati hain ke Rasoolullah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ko irshaad farmaate hue suna: Momin apne achche akhlaaq ki wajha se roza rakhne waale aur raat bhar ibaadat karne waale ke darje ko haasil karleta hai.
📗Ref:- Abu Dawood: 4798
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed