Zikr E Mewat Zikr E Mewat
    #kualalumpurescort #klescortgirl #klsentralescort #malayescortgirl #gurgaoncallgirl
    Advanced Search
  • Login
  • Register

  • Day mode
  • © 2026 Zikr E Mewat
    About • Directory • Contact Us • Privacy Policy • Terms of Use • Refund • Delete My Account • Coupon Partners • Earn Money with Us • Verification badge Policy

    Select Language

  • English

Blog

Browse articles

Pages

My Pages Liked Pages

More

Forum Explore Popular Posts Jobs
Blog My Pages See all

Discover posts

Posts

Users

Pages

Group

Blog

Forum

Jobs

Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ne apne Rasool Sallahu 'alaihi wassallam se irshaad farmaaya (Tarjama): Phir beshak aap ka Rabb un logon keliye jo nadaani se koyi burayee kar baithein phir is burayee ke baad wo tauba karlein aur apne aamaal durust karlein to beshak aapka Rabb is tauba ke baad bada bakshne waala, nihaayat meherbaan hai.
📗Ref Quran:- An-Nahl: 119
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

image
Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Saeed bin Zaid (Raziyallahu 'Anhu) kehte hain ke Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis shakhs ne baalisht bhar zameen ka koi hissa zulm ke taur par daba liya, to qayaamat ke din us ke gale mein 7 zameenon ka tauq daala jaayega.
📗Ref:- Bukhaari: 3198
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴Zike e mewat

image
Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_ہم نفرت کے اتنے عادی ہو چکے ہیں کہ محبت کرنے والوں کو بھی شک کی نگاہ سے دیکھا جاتا ہے_
_हम नफ़रतों के इस कद्र आदी हो चुके हैं के मुहब्बत बांटने वालों को भी शक की निगाह से देखते हैं_
_We have become so used to hatred that even those who share love are looked upon with suspicion._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Jo log Allah Ta'ala ke hukm ki mukhalifat karte hain unhe is baat se darna chahiye ke un par koi aafat aajaye ya un par koi dardnaak azaab nazil ho.
📗Ref Quran:- An-Noor 24: 63
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_قومیں ان لوگوں سے ترقی کرتی ہیں جو علم یا ہنر حاصل کرتے ہیں، ان لوگوں سے نہیں جو پینٹ و شرٹ پہنتے ہیں۔_
_कौमों की तरक्की इल्म-ओ-फन हांसिल करने वालों होती है, ना कि पैंट-ओ-शर्ट पहने वालों से_
_Nations progress by those who acquire knowledge-o-skil, not by those who wear pants-o-shirts._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_اپنی خرابیوں کو پس پشت ڈال کر ہر شخص کہہ رہا ہے کے زمانہ خراب ہے_
_अपनी खराबीओं(गलतिओं) को पसे पुश्त(पीठ पीछे) डालकर हर शख्स कह रहा है जमाना खराब है_
_Every person is saying that the world is bad by putting his faults behind_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_زندگی گزر گئی سب کو خوش کرنے میں، جناب! جو خوش ہوئے وہ اپنے نہ تھے اور جو اپنے تھے وہ کبھی خوش نہ ہوئے_
_जिंदगी गुज़र गई सबको खुश करने में, जनाब! जो खुश हुए वो अपने ना थे और जो अपने थे वो कभी खुश ना हुऐ_
_Life is spent in making everyone happy, Janab! Those who are happy were not our at all and those who were our are never happy_
💐🌻🌸🍀🌺 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_سب سے بڑی دیانت داری  اپنا احتساب کرنا ہے، جناب! لوگوں کے دل آپ کبھی صاف نہیں کر سکتے مگر  اپنا  دل صاف رکھنا تو آپ کے اختیار میں ہے_
_सबसे बड़ी दयानतदारी अपना अहतसाब करना है, जनाब! लोगों के दिल आप कभी साफ नहीं कर सकते मगर अपना दिल साफ रखना तो आपके अख्त्यार में है_
_The biggest responsibility is to hold yourself accountable, Janab! You can never clean people's heart but it is in your power to keep your heart clean._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Aur jo log Imaan laaye hain aur unhon ne nek amal kiye hain, ham un ko aise baagaat mein daakhil kareingey jin ke neeche nehrein behti hongi, yeh un mein hamesha hamesha raheinge ye Allah ka sachcha wa'ada hai aur Allah se ziyaada baat ka sachcha kaun ho sakta hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Nisa: 122
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Tarif Aziz
Tarif Aziz
3 yrs ·Translate

💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Buraid Raziyallahu 'anhuma riwaayat karte hain ke Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Momin ka qatl kiya jaana Allah Ta'ala ke nazdeek saari duniya ke khatm hojaane se zyaada badi baat hai.
📗Ref:- Nisai: 3995

Faaida: Matlab ye hai ke jaise duniya ka khatm ho jaana logon ke nazdeek bahut badi baat hai Allah Ta'ala ke nazdeek momin ka qatl karna usse bhi zyaada badi baat hai.
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat , Bilal Ahmed

Like
Comment
Share
Showing 143 out of 287
  • 139
  • 140
  • 141
  • 142
  • 143
  • 144
  • 145
  • 146
  • 147
  • 148
  • 149
  • 150
  • 151
  • 152
  • 153
  • 154
  • 155
  • 156
  • 157
  • 158

Edit Offer

Add tier








Select an image
Delete your tier
Are you sure you want to delete this tier?

Reviews

Pay By Wallet

Payment Alert

You are about to purchase the items, do you want to proceed?

Request a Refund