💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abdullah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs kisi musibat zada ko tasalli deta hai, to usko musibat zada ki tarah sawaab milta hai.
📗Ref:- Tirmizi: 1073
Qur'an mein Allah Ta'ala farmaata hai (Tarjama): Allah Ta'ala tum ko tumhaari aulaad ke haq mein hukm deta hai ke ek ladke ka hissa do ladkiyon ke hisse ke baraabar hai.
📗Ref Quran:- Sura-e-Nisa: 1
📚Khulaasa:- Waalidain ki wiraasat mein ladke ke do hise aur ladki ka ek hissa hota hai, jis ka ada karna farz hai With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed , Aadil Khan khan
Benefits Of Education | #benefits Of Education #education #zem #zikr e mewat #zikremewat