💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Qais Bin Saad Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Agar main kisi ko kisi ke saamne sajda karne ka hukm deta, to aurton ko hukm deta ke wo apne shohron ko sajda karein us haq ki wajah se jo Allah Ta'ala ne unke shohron ka un par muqarrar farmaaya hai.
📗Ref:- Abu Dawood: 2140
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_غریب آدمی سے اکٹر کر ملنا اور امیر سے ملتے ہوئے مسکراہٹ سجا لینا یہ حسن اخلاق نہیںبلکہ بدترین منافقت ہے، جناب
_गरीब आदमी से अकड़ कर मिलना और अमीर से मिलते हुए मुस्कुराहट सजा लेना ये हुस्ने अखलाक़ नहीं बल्कि बदतरीन मुनाफक़त है, जनाब
_To meet a poor man with arrogance and to smile while meeting a rich man, this is not the beauty of Akhlaq, it is the worst kind of hypocrisy, Janab
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Umme Salamah Raziyallahu Anha riwaayat karti hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis aurat ka is haal mein inteqaal ho ke uska shohar usse raazi ho to wo jannat mein jayegi.
📗Ref:- Tirmizi: 1161
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_چیزیں "کہاں" خوبصورت ہوتی ہیں ؟ یادیں خوبصورت ہوتی ہیں لمحے خوبصورت ہوتے ہیں اور ہاں کچھ لوگ بھی_
_चीजें कहां खूबसूरत होती हैं ? यादें खूबसूरत होती हैं लम्हे खूबसूरत होते हैं और हां कुछ लोग भी_
_where things are beautiful ? Memories are beautiful moments are beautiful and yes some people too_
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Safwan Bin Sulaimm Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaya: Bewa aurat aur miskeen ki zarurat mein daudh dhoop karne waale ka sawaab Allah Ta'ala ke raaste mein jihaad karne waale ke sawaab ki tarah hai ya uska sawaab us shakhs ke sawaab ki tarah hai jo din ko roza rakhta ho aur raat bhar ibaadat karta ho.
📗Ref:- Bukhari: 6006
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Bilal Ahmed , Zikr E Mewat