💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Ayyub Rahimahullah apne waalid se aur wo apne dada se riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Kisi baap ne apni aulaad ko achchhi taaleem wa tarbiyat se behtar koi tohfa nahin diya.
📗Ref:- Tirmizi: 1952
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Ayesha Raziyallahu Anha se riwaayat hai Ke ek dehaat ke rehne waale shakhs Nabi Kareem ﷺ ki khidmat mein haazir hue aur kaha ke tum log bachchon ko pyaar karte ho ? hum to inko pyaar nahin karte. Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Agar Allah Ta'ala ne tumhare dil se rehmat ka ma'adda nikaal diya hai to isme mera kya ikhtiyaar hai.
📗Ref:- Bukhari: 5998
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed
बेटी पराया धन होकर भी परायी नहीं होती।
सभी बेटियों को दिल से बधाई।
SAVE GIRL CHILD.
✍🏻 आज 24 जनवरी-
राष्ट्रीय बालिका दिवस 2023
(National Girl Child Day 2023).
इस दिवस की शुरूवात 2008 में महिला एवं बाल विकास मंत्रालय- भारत सरकार (Ministry Of Women & Child Development- Govt. Of India) ने "बेटी बचाओ-बेटी पढ़ाओ" के नारे के साथ की थी।
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻