💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Muawiyah Raziyallahu Anhu farmaate hain ke maine Rasulullah ﷺ ko ye irshaad farmaate hue suna: Jo shakhs is baat ko pasand karta ho ke log us (ki ta'zeem) ke liye khade rahein, wo apna thikana jahannam mein banale.
📗Ref:- Tirmizi: 2755
Faida: Is waeed ka taa'lluq us surat se hai ke jab koi aadmi khud ye chaahe ke log uski ta'zeem keliye khade hon, lekin agar koi khud bilkul na chaahe, magar dusre log ikraam aur mohabbat ke jazbe mein uske liye khade hojayein, to ye aur baat hai. (Maariful Hadees)
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed
With Muskan Mewati , Zikr E Mewat , Khalid Khan , Asjad mewati , Jahid Khan , ᎷᏒ ᎴᏋᏉᎥᏝ , Md Sehnoor , Arbaz Hussain , Aadil Hasan , Mohd Aijaz , Bilal Ahmed




+2
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
📚Hadees:- Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke ek shakhs ne Rasulullah ﷺ ki khidmat mein haazir hokar daryaft kiya: Mere husn-e-sulook ka sabse zyaada mustahiq kaun hai? Aap ﷺ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa. Usne poocha phir kaun? Aap ﷺ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa usne poocha phir kaun? Aap ﷺ ne irshaad farmaaya: Tumhari Maa usne poocha phir kaun? Aap ﷺ ne irshaad farmaaya: Phir tumhara Baap.
📗Ref:- Bukhari: 5971
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Muskan Mewati , Zikr E Mewat
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴
_لوگوں کی اکثریت کو مت دیکھو کہ لوگ کدھر جا رہے ہیں ، صحیح راستہ اپناؤ چاہے اس راستے پر آپ اکیلے ہی کیوں نہ ہوں_
_लोगों की अक्सरियत को मत देखो कि लोग किधर जा रहे हैं । सही रास्ता अपनाओ चाहे उस रास्ते पर आप अकेले ही क्यों ना हो_
_Don't look at the majority of people where people are going, take the right path even if you are alone on that path._
💐🌻🌸🍀🌺☘️🌹🌿🌷🌾🌴 With Zikr E Mewat
Blue 🔵 Tick Wapas Dene Ke Liye Bahut Shukriya ♥️
Zikr E Mewat